Kyon hai mujhe lagta
Adnan sami
Kyon hai mujhe lagta, jaise kali hoon main
apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main
kyon hai mujhe lagta, abb in raahon mein
chaand utarana hai meri inn baahon mein
kyon hai mujhe lagta, jaise kali hoon main

kya bataau ho raha hai kya
paaya kya hai, kho raha hai kya
jaane kyun mere waaste, muskuraaye saare raaste

kyon hai mujhe lagta, abb in raahon mein chaand utarana hai

gehare gehare rang hai saare, behke behke saare ishaare
mujhko hai lag raha jaise hai sab naya
jhume ja yuun dil bole mera
kyon hai mujhe lagta, jaise kali hoon main
apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main
kyon hai mujhe lagta, abb in raahon mein, chaand utarana hai
jaagi jaagi ek khushi hai, ujali ujali roshani hai
yeh bata jindagi kyun hai yeh dilkashi
dil pe hai kyun sapano ka ghera aa
kyon hai mujhe lagta, dil mera khona hai
jo na huwa hai abb tak, abb wahi hona hai
kyon hai mujhe lagta, jaise kali hoon main
apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main
kya bataau ho raha hai kya
paaya kya hai, kho raha hai kya
jaane kyun mere waaste, muskuraaye saare raaste
kyon hai mujhe lagta, jaise kali hoon main
apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main
Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!
Mais ouvidas de Adnan sami
ver todas as músicas- Aye Udi Udi
- Badal Wo Aaye
- Dil Kya Kare
- Lift Kara De
- Mehfuz Ishq Tera Hai Dil Mein Iss Tarah
- Kyon Hai Mujhe Lagta
- Chal Nache Shor Machale
- Dekha Tujhe Toh Yeh Shuru Huwa Silsila
- Tu Salaamat Rahe
- Magar Dheere Dheere
- Nashe Nashe Me Yar, Lo Khil Gayee Mastee
- Kasam
- Chalo Chalo Chalo
- Hey Meter Down, Down
- Kabhee Toh Najar Milao, Kabhee Toh Karib Aao
- Aasheeki Ban Ke Meree Duneeya Me Janeman Aaja Naa
- Gujare Jo Mere Ghar Se
- Ruthe Yar Nu Manale
- Nain Se Naino Ko Mila
- Marhaba Marhaba Marhaba