Asha bhonsle

Hai agar dushman

Asha bhonsle
Hai agar dushman
Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin, gum nahin

Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin, gum nahin
Koi aaye
Koi aaye, koi aaye, koi aaye, koi
Hum kisise kum nahin, kum nahin

Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin, gum nahin
Koi aaye, koi
Hum kisise kum nahin, kum nahin)

Hai agar dushman
Dushman
Zamana gum nahin, gum nahin
Hai agar dushman dushman

Kya kare dil ki jalan ko
Is mohabbat ke chalan ko
Jo bhi ho jaaye ke ab to
Sarf banda hai kafun ko
Hum to deewane diljale
Zulm ke saaye mein paley
Daal kar aankhon ko
Tere rukhsaron pe
Roz hi chalte hain
Hum to angaron pe

Aaj hum jaise jigarwale kahan
Zakhm khaya hai tab huye hain jawaan
Teer ban jaaye doston ki nazar
Ya bane khanjar dushmanon ki zubaan
Baithe hain tere dar pe to kuch karke oothenge
Ya tujhko hi le jayenge ya marke oothenge
Aaj hum jaise jigarwale kahan
Zakhm khaya hai tab huye hain jawaan

Aaj to duniya
Aaj to duniya, duniya
Nahin ya hum nahin, hum nahin
Koi aaye, koi
Hum kisise kum nahin, kum nahin

Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin, gum nahin
Hai agar dushman dushman

Ho lo zara apni khabar bhi
Ek nazar dekho idhar bhi
Husn wale hi nahin hum
Dil bhi rakhte hain, jigar bhi
Jhoom ke rakha jo kadam
Reh gayi zanjeer-e-sitam
Kaise ruk jayenge
Hum kisi chilman se
Zulfon ko bandha hai
Yaar ke daaman se

Ishq jab duniya ka nishana bana (aha)
Husn bhi khabara ke deewana bana (aha)
Mil gaye rang inn aankhon ne jigar (aha)
Tab kahin rangin yeh fasana bana (aha)
Bhes majnu ka liya maine jo laila hokar
Rang laaya hai dupatta mere maila hokar
Ishq jab duniya ka nishana bana
Husn bhi khabara ke deewana bana

Yeh nahin samjho
Yeh nahin samjho, samjho
Ke hum mein dum nahin, dum nahin
Koi aaye
Koi aaye, koi aaye, koi aaye, koi
Hum kisise kum nahin, kum nahin

Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin, gum nahin
Hai agar dushman dushman

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!