Asha bhonsle

Janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din

Asha bhonsle
Janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din
mai yaha se vaha
janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din
mai yaha se vaha
mujhko aawaj do chhup gaye ho sanam tum kaha
mai yaha, tum kaha, mai yaha
janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din
mai yaha se vaha
o mere humsafar pyar kee rah par
sath chale ham magar kya khabar
raste me kahee reh gaye humnashee
tum kahan, mai yaha

janeja dhundhatee phir rahee hu tumhe rat din
mai yaha se vaha
mujhko aawaj do chhup gaye ho sanam tum kaha
mai yaha, tum kahan, mai yaha

dil machalne laga yuhee dhalne laga
rang bhara pyar kaa yeh sama
aaj aise me bas chhodke chal diye
tum kaha, mai yaha

janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din
mai yaha se vaha

pas ho tum khade mere dil me chhupe
aur mujhe kuchh pata na chala
dil me dekha nahee dekha sara jahan
tum kaha, mai yaha

janejan dhundhta phir raha hu tumhe rat din
mai yaha se vaha
mujhko aawaj do chhup gaye ho sanam tum kaha
mai yaha, tum kaha, mai yaha

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!