Shreya ghosal

Chalo tumko lekar

Shreya ghosal
Chalo tumko lekar chale hum un fizao mein
Jahan meetha nasha hai taaron ke chaaon mein

Deti sarsarati in hawaon ke sang aao paas mere aana
Sapno ka safar hai mere dil ka yeh bhawar hai is mein doob jana
Zarasa tanha chupata ab mil gaya
Jahan meetha nasha hai taaron ke chaaon mein
Chalo tumko lekar chale hum un fizao mein

Madham roshni hai aur chanchal chandni hai chale aaona
Shabnam si chuban hai aur mehka sa milan hai door jao na
Sahana sahana tumhara sach ho gaya
Jahan meetha nasha hai taaron ke chaaon mein
Chalo tumko lekar chale hum un fizao mein
Jahan meetha nasha hai taaron ke chaaon mein

Encontrou algum erro na letra? Por favor envie uma correção clicando aqui!